Saturday, February 21, 2009

Prerna weds Aditya

This is the wedding of the season...!
Adi Punjab jaa rahaa hai...prerna ko lekar...apnee shadee karne.. /)
Aadi "katrina kaif" kee "singh is kingg" walee saree pehen kar ayega...aur prerna "tux" pehnegee.

dono "anna" par baith kar punjab jayenge...


(side note : prerna hates ashish.....sab jaante hain..kyunkee usne aadi ko chidane ke liye uska no. DJ se liya thaa...jo maine yaad kar liya...aur sabke phones se missed calls maar deen..) :D


chalo back to shadee.....

background mein "raja kee ayegee baraat...rangeelee hogee raat..aur *****... yes ofcourse uske saath anu bhee nachega :P "

fere chal rahe hain..mangalsutr dalne wala hai (dramatic moment)..achanak se ishaa bhaagtee hueee aatee hai.... NAHEE..!!!. yeh nahee ho saktaaaa :((.....